Shayaris
Khayal ko kissi aahat ki aas rehti hai,
Nigah ko kissi soorat
ki talash rehti hai,
Tere bin koi kami toa
nhi hai dost,
Bass gali waali
jamadarni udhas rehti hai…
Jab bhi hota hain
deedar,
dil dhadakta hai baar
baar,
par yeh sochkar kehte
hain,
ki kab chukaaoge mera
uddhaar…
Humne bhi kabhi pyar
kiya tha,
thoda nai besumar
kiya tha,
dil tut kar reh gaya,
jab usne kaha,aree
Maine to Majak kiya tha…
Sher Sunaata hoon
zara ghor se suno,
Main Sher Sunaata
hoon zara ghor se suno,
Ja mein nahi sunata
kisi our se suno …
Jawani ke din
chamkile hon gaye,
husn ke tever nokile
ho gaye,
faisla lene me itne
dhile ho gaye,
ki unke haath peele
ho gaye….
Wo chham chham kar ke
aayi
wo chham chham kar ke
chali gayi
main sindoor le kar
khada tha
wo rakhi bandh kar
chali gayi..
Log ruthkar rah
jaatein hai,
Dil ki baat dil mein
daba jaate hain,
Zamana teji ka hai,
Phir kyon nahin
aeroplane si udaan bharte hain!
Kalam se khat par
leekh kar kabootar udaana hua ab poorana,
Sonchtein hain yeh to
zamana hua deewana!
Pani Main Tairna
machali ka style
Hawa me udna panchi
ka style
Different msgs bhejna
FANNAH ka style
Fukat ka msg padhna
aur fwd karna aapka style .
Kehne ko toa kichar
me bhi ham kamal khila de ,
Magar kuch soch ke
ruk jaate hain .
Tum kanto me jeene ki
baat karte ho,
Hum to kaanto ko bhi
phool bana dete hain.
Usne mehndi laga
rakhi thi ,
Hamne uski doli utha
rakhi thi ,
Hame maloom tha ke vo
bewafa niklegi ,
Isliye hamne uski
behen pata rakhi thi….
Kya hua jo usne racha
li mehndi,
Hamm bhi aab sehra
sajayenge,
Mujhe ptta tha ke vo
aapne naseeb main nhi hai,
Ab uski chotti behen
ko fasayenge…..
ye sab shayariya kamal ki hai wah mere dost and pls post some more shayari
ReplyDelete